Answer |
Wssalam o alykum, Ager ayat un ayaat main se na ho jin ki waja se sajda wajib hojata hai to is amal ko haiz ke ayaam main bhi kar sakte hain.(Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 31 , maslah # 448 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). |