Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question AOA mein aur mera cousin apas mein muhabbat krty hain hum ny kbhi bhi direct bt nai ki lekin kbhi kbhi messaging ho jati hai lekin. Kbhi bhi koi ghalt bt nai hoi sirf haal waghaira pooch lety hain kia is trah sirf haal waghaira poochna ya sarsri si bt karna bhi gunah tu nai 
Answer Ak (namehram) khatoon se aise baatain ki jasakte hai jin ka nateja kise akhlaqi fasaad ki sorat me na nikal raha ho jab k koe aise baat bhi na ki jarahe ho jis ka kise ajnabi khatoon k saath kiya jana munasib nahi hota, ise tarah beghair lazzat k irade k is ki batain bhi suni jasakte hai jab k haram me bhi na perne ka itmenaan ho. Albata aurat ki zimedare bhi hai k wo apne awaz ko itna khubsurat aur bareek na banaye jo isaan k jazbaat ko obharne wali ho. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 4, sawaal # 127,pg # 66) (Ref:nigha aur libas pg: 31 eidition 1) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.