Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Assalam-u-Alaikum... Qibla mera nikah ho chuka hai magar abhi shadi nahi hui aur meri wife apnay parents kay ghar hai. Kia is soorat mein apni bv kay sath sohbat kar sakta hoon. Aur agar aisa karta hoon to ye gunah consider ho ga ya nahi? Rehnumai farmaye. Allah ap ko sehat aur lambi zindagi ata karay. Ameen 
Answer Agarche Nikah ka baad mard aur aurat aik dosere per halaal ho jaate hai laikin nikah k baad aur rukhsati se phele agar larki apne baap k ghar me ho to us larki k shohar k lie us larki k baap k ghar me aane jane aur larki se raabte k lie zarori hai k larki k baap se ijazat le Agar Riwaj yahi ho k jab tak rukhsati nahe hoti is waqt tak larki apnay aap ko apnay sohar k0 (jima) k lie paish nahi karti, is tarah sai k ise aik zimne shart samja jata ho to phir aurat k lie nikah k bad rukhsati se phelay sohar k lie apne aap ko paish karna wajib nahi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul beore masail 31st edition, maslah #2328 ),(ref: nigha o libaas ,dafter aqa sistani),(Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 4, sawaal # 149, pg # 72). Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.