Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question asslam-o-alikum kiya Quran Ki tilawat baghair ghusly jinabat ho sakte hai 
Answer janaabat ki halat me quran ki wo ayaat perhna jis me sajda wajib ho haqram hai.in k ilaawa baaqi quraan perhna jaaiz hai. Quran majeed k wajib sajday: (1)Surah sajdah surah # 32 para # 21 ayat # 15 (2)Surah fassolat(ha meem sajdah) surah # 41 para # 24 ayat # 37 (3)Surah Najm surah # 53 para # 27 ayat # 62(last ayat) (4)Surah alaq surah # 96 para # 30 ayat # 19(last ayat) (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #354 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.