Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question salam 2 u sir mere 2 sawal hi apse...? 1)kia aurat period k dermian quran shareef parh sakte hi 2)agr mian,bivi ik dosry ki sharmgaho ko seek ker sakty hi to sochne waly bat toye hi k jis zaban se inssan Allah ka naam laty hi to os se kis taha ye kam kia ja sakta hi kindly explian me about that i m waiting...... 
Answer 1) Quran Majeed ki wo Ayaat Jin k Perhnay say sajda karna wajib ho jata hay un Ayaat ka halat e janabat or halat haiz or nifaas main parhna haraam hay.Jaisay Sora Sajda Ayat No.15,Sora Fussilat Ayat No.37,Sora Wannajm Ayat No.62,Sora Alaq Ayat No.19.Iskay Alawa Quran ko Saath rakhna,Iskay hashiye ko Choona aur tehreer k darmiyani hisso ko chona makhrooh baaz fuqaha k qaul k mutabiq makroh hay. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 467 & Minhaaj us Saliheen(A.Sistani) Masala No.235.) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 2)jo shaks mujtahid nah ho tu os k liay har sorat main fatwa daina haram hay.jo hazraat nah tu mujtahid hoon or nah hi ehtiyaat per amal ker sakain tu on k liay wajib hay k wo kisi mujathid ki taqleed karain(yani os k fatwa per maal karain). . (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 1 & Minhaaj us Saliheen(A.Sistani) Masala No.21.)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.