Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question sir mera sawal ye hai k koi shakhs gandi film dekhny k bad mini kharij hone par usy saf kar ly kitni der taq aise rah sakta hai mini kharij hone par ghusal wajib ho jata hai kia? 
Answer Ehtiyat e wajib ki bina per fahash filmo aur tasweero ka dekhna haram he, agarchah shak aur lazzat k baghair dekha jaey. (Ref : Ayatullah Sistani, Jadeed faqhi masael , Mafhoom e maslah # 463 , Pg # 254 , Eidition# 5). (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). Mani kharij hone se ghusl e janabat namaz or isi terah ki doosri ibadaat k liay wajib ho jata hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #344,389). Update on dated 21-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.