Answer |
1)Haiz ki halat main aurat ki agli sharamgha me jima (humbistari) karna mard aur aurat dono k lie haram hai. (chahay humbistari condom k sath ki jaay ya beghair condom k).
2)Agar mard apne biwi se haiz ki halat me jima kare to zarore hai k tauba kare laikin kaffara dena wajib nahi hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #448,450). Update on dated 30-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
|