Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name none 
Question salam g mera sawal ye hai k kia aurat periods ki halat me allah k naam ka wird kar sakti hai ya nahi aur astighfar,aur pehla kalma parh sakti hai ya nahi zara tafseel se bataye ga shukria 
Answer Aurat periods ki halat me Allaha ka wird kar sakhti he magar Allaha k (Ref: Naeem ul aamaal pg# ) ko hath ya jism ka koi hissa mus karna haram he. Quran Majeed ki wo Ayaat Jin k Perhnay say sajda karna wajib ho jata hay un Ayaat ka halat e janabat or halat haiz or nifaas main parhna haraam hay.Jaisay Sora Sajda Ayat No.15,Sora Fussilat Ayat No.37,Sora Wannajm Ayat No.62,Sora Alaq Ayat No.19.Iskay Alawa Quran ko Saath rakhna,Iskay hashiye ko Choona aur tehreer k darmiyani hisso ko chona makhrooh baaz fuqaha k qaul k mutabiq makroh hay. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 467 & Minhaaj us Saliheen(A.Sistani) Masala No.235.) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.