Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question agar napaki mein ghalti se quran ko cho lia jai,sirf bahir se tou kia kerna chaye 
Answer Quran ko Saath rakhna, iskai jild ko chuna, Iskay hashiye ko Choona aur tehreer k darmiyani hisso ko chona baaz fuqaha k qaul k mutabiq makroh hay. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 467) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.