Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Kiya subah ke azan ke waqt paani pee sakte hai 
Answer Jee haan azan e subah tak insan k liay khana peena jaiz hay laikin is baat ka yaqeen zarori hay k azan waqt per ho rahi hay. or ye yaqeen kerne k liay k k is tamaam waqt main insan roze se raha zarori hay k kuch dair azan e subah se pehle or khuch dair maghrib k baad bhi aise kaam kerne se perhez kare jin se roza batil ho jata hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #1531). Update on dated 20-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.