Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Agr insan kuch ghandi film deekhra hai wo samjhta hai mein napak hogaya yeh waym hota hai ya asal mein insan pher peeshap krne jata hai uskoh pher pata chalta hai k uska kuch lekha hai iss se insan napak hojata hai aur muharrem k month mein yeh howa iska gunnah hai k nahi 
Answer 1)Ehtiyat e wajib ki bina per fahash filmo aur tasweero ka dekhna haram he, agarchah shak aur lazzat k baghair dekha jaey. (Ref : Ayatullah Sistani, Jadeed faqhi masael , Mafhoom e maslah # 463 , Pg # 254 , Eidition# 5). 2)Agar kisi shaks k badan se koe ratubat kharij ho aur wo ye nah jaanta ho k mani hai ya phishab ya koe aur cheez ,agar wo ratubat shehwat k sath aur uchal kar nikle ho aur is nikalne k baad badan sust ho gaya ho to wo ratubat mani ka hukum rakhti hai. Laikin agar in 3 alamaat me se sari ki sari ya khuch moujood nah ho to wo ratubat mani ka hokum me nahi aai gi. Aur ghusl bhi wajib nahi hoga aur wuzu bhi batil nahi hoga. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #344,345). Update on dated 21-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.