Answer |
Namaz, Roza aur is jaisi deegar Ibadatain jinhain Wuzu,Ghusl ya Tayammum kay saath ada karna zaroori hay agar is niyyat say anjaam day kay sahih amal anjaam day rahi hoon, JAIZ NAHI hay. Laikin in ibadatoon kay ada karnay main koi haraj nahi hay jin kay liye wuzu, ghusl ya tayammum karna zaroori nahi hay jaisay Namaz-e-Mayyat. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 448) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) |