Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Agr roza ki halt mein ehtilam ho jaye roza toote ga ya ni Aur han ghussul kr k namaz parh sakte hein 
Answer Agar rozedaar ko need me ahtelaam (mani kharij ho jaay) to is ka roza batil nahe hota. Agar kise rozedaar ko din me ahtelaam ho jaey to os ka roza batil nahi hoga, or os per fouran ghusl karna wajib nahi hai balkeh namaaz se phele bhi ghusl kiya jasakta hai . (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #1571 ,1605 ). Update on dated 26-06-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.