Answer |
Na mehram k sath jinsi lazzat hasil karna bagair intercourse k (yani mard ne apna aala tanasul aurat ki sharamgha me dakil na kiya ho to )zina nahi hai magar haram hai. (Ref : kitab nigah aur libas masla # 109, pg # 70). Update on dated 16-07-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |