Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name sunni 
Question main hammla hoen aur rozay rakhna mushkil hai keya karoen 
Answer Note : is web site me fiqah e jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hein. Jis aurat k waze hamal ka waqt (delivery time peroid) qareeb ho,os ka roza rakhna khud os k liay ya os k honay waly bachay k liay nuqsaandah ho tu os per roza rakhna wajib nahi hay or zarori hay k her din k badlay aik mud khana(750gm) faqeer ko day or zarori hay k dono soorto main jo rozay nah rakay hoon on ki qaza baja laay.(Ref:Ayatullah Sistani(d.b), Tauzihul masail, Maslah# 1699). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.