Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name aqae sistani 
Question salam...i want to ask k agar kisi aurat kay days fixed na ho to woh kaisay decide kare k ab mujhe ghusl krna hai aur namaz parhni hai?kiun k aksar aise mai namaz ya to qaza hojati hai ya phir periods mai parh lee jati hai... 
Answer Wo aurat jisay 2 mah khoon aye lakin waqt aur adad donoo k laihaz se is ki aadat fix na hue ho agar ose 10 din se ziyada khoon aay aur sara khoon aik jaisa ho maslan tamaam khoon ya haiz ki nishanion k saath ya istehaza ki nishanion k saath aya ho to is ka hokum waqt ki aadat rakhnay wali aurat k hokum he keh jisay apni adapt k ilawa waqt main khoon aay or alamaat k zarye haiz ko istehaza se tameez nah day. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 484) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.