Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question namaz k begair roza qabol hota hai kia..? 
Answer 1)Agar koi shakhs azan e subah se pehlay rozay ki niyat karay aur soo jay aur magrib k baad bedar ho to is ka roza sahi he. 2) Namaz deni aamal me se aik behtreen amal he. Agar ye bargah e allahi me qabool ho gye to dosri abadat bhi qabool ho jayen gi aur agar ye qabool na hui to dosray ammal bhi kabool na hoon ge. Rasool akram(p.b u h ) ne farmaya he ke “ jo shaks namaz ko ah’miat na de aur use mamuli cheez samja vo aakhirat me azaab ka mustahiq he” (ref tauzeeh ul masail ayat ullaha sistani d.b Masla # 1541 pg no 121) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.