Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question agar daaNtoN se KHoon ata ho (aur yeh bimaari bohat purani ho), to roze par is ka kya asar paRe ga? 
Answer Agar daantoo ki reekhoon say nikalnay wala khoon luab-e-dahan say makhloot hokar khatam ho jaey to is luab say parhaez laazim nahi hay.Agar Khoon luab-e-dahan say makhloot na ho to jab tak usay niglay ga nahi Roza batil nahi hoga.Ref:Tauzeehul Masail A.Sistani Masala No.97,1554,Pg.No.28,240. 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.