Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name ramzan 
Question ramzan ke roze rakhna kis umar se farz hai. 
Answer 1. Larki 9 qamari (chand waly) saal pyray karnay k baad baligh hoti hai. Larkay kay baligh honay ki 3 alamatain hain : 1) Naaf k nichay aur sharamgha k upper sakht baalo ka aana 2) Mani ka kharij hona 3) Mashoor ki bina per 15 chand wale saal ka poora hona 4) chahray aur hoto per sakht baalo ka aana (jab insaan baliq aur aaqil ho jaay to is per namaz aur dosray shari ahkaam wajib ho jatay hain (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul Masail 31st Edition,Maslah #2215,2216) 2. Jab larka ya larki baligh ho jaay to un per roza rakhna wajib hai lekin agar baligh na ho to mustahib roza rakhnay ka irada kar liya ho to is surat me ehtiat-e-mustahib ye hai kay is rozay ko pura karay (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul Masail 31st Edition,Maslah #1543 )(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.