Answer |
1) Ghuzishta Aamal k liay Allah say Sachay dil say tauba karain Parwardigaar ne quran me wadah kia he k wo tauba karney walon ki tauba ko qabool karta he aur aisa hargiz nahi ho sakhta he k wo apne wadeh per amal na karey.(Ref : sistani.org ques # 1, toba)
2) Surah e ahzaab ko hath say likh kar aik dabbay(box) mai band kar k apnay ghar may hifazat say rakh dain aur is surah ko har rooz aik bar parh kar dua mangain to hisb e manshah rishta distiab ho ga. (Ref: Naway e salaheen pg # 352)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
|