Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Ayatullah sistani 
Question ap ne aik jaga kaha k mard k liye jaiz nai k thori k baal rakhe n baqi mundwale n dusri jaga kaha k mard k liye itni darhi rakhna jaiz he k urf keh sake k ye darhi he magar aj kal tou urf french ko bhi darhi mein shumar krti he tou kya french rakhna jaiz he?? 
Answer Dono fatway durust hain or in main koe ikhtelaaf nahi Q k fatwa ye hay k Ehtiyaat-e-wajib ki bina per mard k liye jaiz nahi k thori k baal rakhe or baqi mundwaay or darhi k baal kam az kam itnay chotay hona tu zarori hay k urf kahay k darhi wala hay nah k baghari darhi wala kahay. Yani urf se faqat darhi k baal ki lambay ya chotay honay ka pocha jay nah k darhi kis maqam per rakhi jay or kis jagah per nah rakhi jay ka nah pocha jay. (Ref: mujtahid say pochay gay sawalaat part#1, Maslah#160)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.