Answer |
Agar haiz ki halat me mubashrat karay to us k liye zarori hai k istighfaar karay aur kaffara dena wajib nahi hai agarchay behtar hai ke kaffara day is ka kaffara aik misqaal sikkay daar sona aur darmiyane hisssay me adha misqaal aur is k akhri hissay me chothae misqaal hai aur misqaal shari`at me 18 chanay hai. (Ref:Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail,33rd Edition,maslah #448-451)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) |