Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name zina aur sharab 
Question assalam o alaikum sir main bahut pareshanhoon maine 3 baar tawaayef ke sath zina kiya aur kayi baar sharab bhi pee. maine sache dil se tauba kar liya hai ab kabhi nahi karunga,duaa karne ka tareeka bateyen? 
Answer 1)Hazrat Rasool e Khuda irshad farmatay hain k: Jo shakhs surah e talaq surah no 65 ki tilawat karay ga Khuda os ki toba qabool karay ga jis mai ghunnah ki taraf dubara lotna na ho ga. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 37) 2) Hazrat Rasool e Khuda irshad farmatay hain k: Jo shakhs surah e tehreem surah no 66 ki tilawat karay ga to Khuda osay toba tun nusooh ki tawfeeq ata farmaye ga. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 37) S/no:6457  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.