assalam o alikum , maine ye puchna tha k agar koi khwab mein black shoes pehne huwe dekhe tu iska kia matlab ho ga?
Country
islamabad - pakistan
Answer
khwab dekhne wale ko chahiye ke gunaho ki siyahi se apane aap ko mahefuz rakhe kunke gunaho ki siyahi me mubatela ho gaya to bahot bade nuqsan ka andesha he.