bismehi taala, Allama majlisi ne farmaya he k baaz moaatabar kitabo me mohammad bin babwiya se naqal kiya gaya he k unhone is dua-e-tawssul ko aemma alyhemus salam se riwayat ki he aur unhone kaha k is ko mene kisi maamale me nahin padha magar us ki qabooliyyat ka asar bahot jald paya
bismehi taala, nihar munh ek glass neem garm pani me ek chamach shhed dal kar us par panch dafa Ya Shaafio padhe aur phir yeh dua padhe : "Allhumma asaloka be-haqqe mohmmdin w antal mahmood w be-haqqe aliyin w antal aala w be-haqqe fatemata w ant faterus samawat war arz w be-haqqil hasan w antal mohseen w be-haqqil hussain w ant qadeemul ehsan" is amal ko kuchh din jari rakhe inshaAllah aap ka masaala hal ho jayega.
or mulana sahab mera sawal ajeeb ha mera wazan bohat zeada ha exercise say b kam nai hota or umar sirf 18 ha ma apni bari behan say b bari lagti ho sab mera mazak uratay ha mujay bilkul acha nai lagta plz mujay koi aisa wazifa batayee jisy mera wazan bohat kam ho jayee or ma bilkul smart ho jaoo mujay pata swal ajeeb ha par ma bohat pareshan ho kuk sab mera mazak uratay ha
Country
lahore - pakistan
Answer