salam un alike.
barah e karam ya wazahat kar dxain k agar piles ki bemari ki waja sa agr maqam e pakhana sa khoon niakalty huay tangon pa lag jaiy tu kia insan napak hojata ha kia namaz ko baja lanay k liay pak hona zauri ha.
Allah apki tufiqat mai mazeeed izafa karay.Shukriya
Country
Lahore - paksitan
Answer
Agar piles (bawaseer) ki bemari ki wajah sa agar maqam e pakhana sa khoon niakalty huay tangon pay lag jaay tu taang ko paak kerna hoga.Laikin agar khoon kaprhay k os jagah per laga ho jo khoon likalnay ki jagah k qareeb ho, ya jism main maqam e pakhana or is k qareeb laga ho tu namaz k liay is khoon ko paak kerna zarori nahi ye maaf hay.(ref: Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah#838,839).