agar kisi nay jan kar wazoo kay baghier namaz ada ki halan kay wo janta hai kay us ka wazoo namaz mein toot gaya hai hai lakin wo namaz mein raha to ab kya karna chiyay us ko
Country
islamabad - pakistan
Answer
Agar Namaz kay doraan hadas waqay ho jaey to namaz toor kar wuzu karna zaroori hay.Lihaza aap ki zimmedari hay kay agar waqt baqi ho to namaz dobara ada ki niyyat say anjam dain aur agar waqt khatam hogaya ho to us namaz ki qaza karain.Ref:Tauzeehul Masail A.Sistani Masala No.301.