khums kia hai? aur kia syed khums ada karta hai? aur kia syed kisi dosrey syed ko khums ki amount de skta hai?
Country
rawalpindi - pakistan
Answer
1) Khumus ki tareef:Tajir, dokaan daar, kariger, mulaazmat (job) kernay walay or isi terah dosray kamanay walay hazraat k liay zarori hay k jab say onho nay kaam ya job shoro ki ho, aik saal gurazar jaay, tu jo khuch raqam ya samaan istimaal say bach gaya ho, os ka khumus(paanchwa hissa, 1/5) dain.or jo shaks kamata nah ho,or os ka kharcha koe dosra bardaasht kerta ho tu,agar itifaaq say is ko koe samaan,ya raqam haasil ho tu ,jab osay ye samaan milay ho aik saal guzar jaay,or is main say jo baaqi bacha ho tu is ka khumus day.isi terah ye shaks her raqam ya maal k liay aik alag saal muqarrar ker sakta hay.
2) khumus syed or ghair syed dono per wajib hay.
3) Zarori hay k khumus ko do hisson main taqseem kia jaay.is ka aik hissa saadaat(syed) ka haq hay or zarori hay k kisi syed faqeer ko daya jaay.or dosra hissa imam e zamana(a.s) ka hay jo zarori hay k maujodah zamanay k zindah aalam mujtahid ko dia jaay.mazdeed ye k syed ka haq mujtahid ya oskay wakeel ko dia jasakta hay k wo aap ki taraf say saadaat ko day dainJis syed faqeer ko khumus diya jay zarori hay k os main ye chand shrait hon.
1) 12 imamo ko imam manta ho.
2) Ye pta ho k Khusmus ki raqam ko gunah k kaam main istimaal nahi karay ga.
3) Sharabi nah ho
4) Namaz or rozah rakhnay wala ho
5) Aylaaniyah(Khul) ker ghunah nah kerta ho.
6) Khud Yaqeen ya itminaan ho k ye syed hay ya phir 2 adil shaks os k syed honay k tasdeeq ker dain.
7) Ehtiyaat e wajib ye hay k os ko shem e sadaat os k saal bhar k akhrajaat say ziyadah nah diya jaay.
(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah#1735,1804-1819).
Salam,
Kya Khums ke liye koi date fix karna wajib hai, agar koi date fix nahi ki aur andaze se ek saal ki bachi hoi rakam aur savings par khums nikal lete hai to kya yeh theek hai?
agar koi shaks apna ghar sale karta hai aur us me koi profit hota hai aur woh profit 1 saal ke andar hi use ho gai to kya us par khums ho ga jabke ghar 5 saal ke baad sale kiya tha?
Can u provide a little detail abt Rade Mazalim?
Iltimas-e-dua,
Country
Karachi - Pakistan
Answer
Khumus k liay date fix kerna wajib nahi hay.or her os raqam or maal jis per saal guzar gaya ho, khumus daina wajib hay. jitnay maal ya raqam per khumus wajib honay ka yaqeen ho,otni raqam ka khumus daina wajib hoga, sirif andazay say kaam nahi chalay ga.
Ghar k sale kernay k baad jo raqam haasil ho tu agar ghar aisi raqam say khareedah tha jis ka khumus diya jaachuka tha ya miraas ki raqam say khareedah tha, tu sirif profit ka saal k baad baqi bacnay wali raqam ka khumus daina wajib hoga. (Ayat ullah khoe(d.b),minjaa jus saliheen,maslah #1218).
salam, kia gold k sets or sikkon per khums vajib he agar usay 1 saal ka arsa ho gaya ho
Country
karachi - Pakistan
Answer
Agar gold k set ko kareednay (purchasing) k baad pehlay 1 saal k anadr istimaal hi nahi kia tha tu is per khums wajib hoga.isi terah jab purchasing date wapas aajaay or sikkon main say jitnay sikkay maujood hon on per khums wajib hoga.(ref:Ayat Ullah Khoie.Tauzee hul masail,Maslah #1774).
Salam Sir, Mara sawal Khums kay bara main hay. Jo saman Bache ko jahaz main dia jaia aor woh zaroorat ka saman saal poora guzarna kay baid bhe astaimal naheen hua ya us main say kuch saman astaimal hua hay. is kay khums ada karna ha ya naheen. wazahat karain
Country
Attock - Pakistan
Answer
w.s., agar kasb (kamaee) k bagair koi mal hath aa jaye maslan koi mal kisi ne baksh diya ho to ayse mal par khums wajib nahi agar che ehtiyate musthab yeh he k agar ayse mal se salana akhrajat nikal kar jo kuchh bach jaye to us ka khums ada kare. (ref: tawzihul masail Aytullah Khumeni (r.a.) masaala no.1750)
salamun alaikum,agar kupray or gold ki jewellary un paison say khareeday gaye hon jin paison pay khums nikal chukaa hai,laikin woh kupray or gold ki jewellary aik sal say zada arsay say istemaal na kiye hon to kya un pay khums dobara nikalna hoga ya aisay hi use kar saktay hain,plz is main mery rahnumaye farmayye,JAZAK ALLAH.
Country
- canada
Answer
w.s. is ka khums nikalna wajib nahi he. (ref: istiftaat aur jawabat part 1 Aytullah Khamenai (d.b.) page 280)
I have last paid Khums on 28-June-2008 and next due date is 28-June-2009.
1- I have a bank account where my cash saving is hold. 2- I have Shares of some companies.
3- I am also investing some money in DHA Plot since Nov-2008.
Please answer me on what amount of the following items i have to khums:
1- Account Balance
2- Shares
3- Investment
Country
Karachi - Pakistan
Answer
b.t.Jab Insaan Tijarat,Sanaat Hirfat ya dosray Kaam Kaaj say Rupea kamaey aur wo kamai khud uskay aur uskay Ahl-o-Ayaal kay Saal bhar kay Akhrajaat say ziada ho to zaroori hay kay zaid kamai ka khums yani panchwaan Hissa Mujtahid-e-Alam ya uskay wakeel ko day.Jo sarmaya karobar main istemaal kiya gaya hay agar us par pehlay say khums nikala ja chuka hay to us par koi khums nahi hay,warna us par khums nikalna hoga.Ref: Tauzeehul Masail A.Sistani Pg.262,Masala No.1722...Minhaajus Saliheen Pg.397,Masala No.1222.
B.c per khums key barey mai kia ahkam hai.for example agar kisi ney b.c per month 2000 rakhi hai aur woh b.c 3 saal per khatam hoti hai lekin us shaks ko b.c 8 month mai mil jati hai 72000 tu kia us ko 16000 per khums wajib hai ya 72000 par
Country
karachi - pakistan
Answer
b.t. agar 8 kiste bharne ke bad hi aapki khums ki tarikh aa gai hain or apke pass in 72000 me se 56000 se zayed koi raqam bachi hui hain to 56000 se zaid bachi hui raqam par khums wajib hoga, 56000 par abhi khums wajib nahi hain.(ref:tawzihul masail, Aytullah Sistani (d.b.) masaala no.1761)
Dear Sir,
I want to ask that Khumas ka Fattwa Ghar ke Zameen per Laghoo hota hai?
Please reply me Urgently.
Country
Karachi - Pakistan
Answer
Jab Insaan Tijarat,Sanaat Hirfat ya dosray Kaam Kaaj say Rupea kamaey aur wo kamai khud uskay aur uskay Ahl-o-Ayaal kay Saal bhar kay Akhrajaat say ziada ho to zaroori hay kay zaid kamai ka khums yani panchwaan Hissa Mujtahid-e-Alam ya uskay wakeel ko day.Jo sarmaya karobar main istemaal kiya gaya hay agar us par pehlay say khums nikala ja chuka hay to us par koi khums nahi hay,warna us par khums nikalna hoga.Ref: Tauzeehul Masail A.Sistani Pg.262,Masala No.1722...Minhaajus Saliheen Pg.397,Masala No.1222.
aoa,
molana sahib meray paas kuch raqm aik saal say bank(current account) main rakhi hoe hai, aur hr maheenay main apni salary ka bara hissa us main add kr daita hn. us raqm pr zakat aur khums kis tarah apply hogi.
plz reply in detail.
aap ka buhat shukariya.
iltimas-e-dua.
Country
Khi - Pk
Answer
b.t.(1)Jab Insaan Tijarat,Sanaat Hirfat ya dosray Kaam Kaaj say Rupea kamaey aur wo kamai khud uskay aur uskay Ahl-o-Ayaal kay Saal bhar kay Akhrajaat say ziada ho to zaroori hay kay zaid kamai ka khums yani panchwaan Hissa Mujtahid-e-Alam ya uskay wakeel ko day.Jo sarmaya karobar main istemaal kiya gaya hay agar us par pehlay say khums nikala ja chuka hay to us par koi khums nahi hay,warna us par khums nikalna hoga.Ref: Tauzeehul Masail A.Sistani Pg.262,Masala No.1722...Minhaajus Saliheen Pg.397,Masala No.1222. (2)Zakat mundarja zail cheezoon kay ilawa kisi aur cheez par zakat wajib nahi hoti.1:Gandum.2:Jao.3:Khajoor.4:Kishmish.5:Sonay kay sikkay.6:Chandi kay sikkay.7:Oont.8:Gaey.9:Bhair bakri.10:Maal-e-Tijarat par Aihtiyat ki bina par..Rupees in cheezoon main say nahi hay.Ref:Istiftaat A.Sistani I-29.
Salam Alaykum,
1. My Savings on 1/1/08 = 5000. Mukhummas Money left after paying khumus = $4000
On 6/1/08 I bought a car from Mukhamas money for $4000. My account became zero
On 1/1/09 (my khumus date) I have my savings = $6000.
How much khumus is due.
2. I bought the stocks of a company for $1000 from Mukhamas money. After one year its value is $1500. But in the middle of the year its value reached $2000, I did not sell hoping its value will go higher. Is Khumus due $500 or $1000.
3. I maintain two accounts, one for regular income, the other where I keep mukhammas money. Is it true I can spend during the year money from the Mukhammas account and as long as I put it back in the account before my khumus date, there is no Khumus due if I have no money left my regular account on my date of Khumus
Country
SAN DIEGO - US
Answer
w.s. Jab Insaan Tijarat,Sanaat Hirfat ya dosray Kaam Kaaj say Rupea kamaey aur wo kamai khud uskay aur uskay Ahl-o-Ayaal kay Saal bhar kay Akhrajaat say ziada ho to zaroori hay kay zaid kamai ka khums yani panchwaan Hissa Mujtahid-e-Alam ya uskay wakeel ko day.Jo sarmaya karobar main istemaal kiya gaya hay agar us par pehlay say khums nikala ja chuka hay to us par koi khums nahi hay,warna us par khums nikalna hoga.Ref: Tauzeehul Masail A.Sistani Pg.262,Masala No.1722...Minhaajus Saliheen Pg.397,Masala No.1222.
we have applied for a plot and some amount has been also deposited as an installment but yet we have not got the full ownership so do we need to pay the K hums on the amt.AND what will be the condition for Khums when we will have the full ownership of the plot.
Country
Karachi - Pakistan
Answer
bismehi taala, Jab Insaan Tijarat,Sanaat Hirfat ya dosray Kaam Kaaj say Rupea kamaey aur wo kamai khud uskay aur uskay Ahl-o-Ayaal kay Saal bhar kay Akhrajaat say ziada ho to zaroori hay kay zaid kamai ka khums yani panchwaan Hissa Mujtahid-e-Alam ya uskay wakeel ko day.Jo sarmaya karobar main istemaal kiya gaya hay agar us par pehlay say khums nikala ja chuka hay to us par koi khums nahi hay,warna us par khums nikalna hoga.Ref: Tauzeehul Masail A.Sistani Pg.262,Masala No.1722...Minhaajus Saliheen Pg.397,Masala No.1222.
Salam Alekum . shadi say pehlay main bara bar har sal khums dia karta tha shadi k bad banks k qarzoon or shadi k liye mukhtalaf logon say jo qarz lia hua tha wo itna ziada tha k main khums ada nahi karsaka ab kuch bojh kam hua hay to ab mujhko khums kis tarah nikalna hoga kia rubba dena hoga?
Country
Karachi - Pakistan
Answer
w.s., Jab Insaan Tijarat,Sanaat Hirfat ya dosray Kaam Kaaj say Rupea kamaey aur wo kamai khud uskay aur uskay Ahl-o-Ayaal kay Saal bhar kay Akhrajaat say ziada ho to zaroori hay kay zaid kamai ka khums yani panchwaan Hissa Mujtahid-e-Alam ya uskay wakeel ko day.Jo sarmaya karobar main istemaal kiya gaya hay agar us par pehlay say khums nikala ja chuka hay to us par koi khums nahi hay,warna us par khums nikalna hoga.Ref: Tauzeehul Masail A.Sistani Pg.262,Masala No.1722...Minhaajus Saliheen Pg.397,Masala No.1222. Qurz par khums wajib nahi hota (ref: mujthid se puchhe gaye sawalan part 2 page 50 Aytullah Seestani (d.b.)
asalamualikum molana sahab kia hum her mahinay k akhir main apni bachi hoi raqm main say khums nikal saktay hain ya nahin
Country
karachi - pakistan
Answer
w.s. jee, nikal saktay hain aur agar maloom k saal k ekhtetam tak is bachi hui raqam ki zaroorat nahi padegi to ehtiyate wajib ki bina par fawran khums ada karna zaroori he(ref: tawzihul masail Aytullah Seestani (d.b.) masaala no.1736)
aslialamualikum main nay abhi tak khums ki tareekh fix nahi ki hai or january main BC dali hai jo march main milay gi to is per khums kaisay niklay ga ?
Country
karachi - pakistan
Answer
w.s. Jab Insaan Tijarat,Sanaat Hirfat ya dosray Kaam Kaaj say Rupea kamaey aur wo kamai khud uskay aur uskay Ahl-o-Ayaal kay Saal bhar kay Akhrajaat say ziada ho to zaroori hay kay zaid kamai ka khums yani panchwaan Hissa Mujtahid-e-Alam ya uskay wakeel ko day.Jo sarmaya karobar main istemaal kiya gaya hay agar us par pehlay say khums nikala ja chuka hay to us par koi khums nahi hay,warna us par khums nikalna hoga.Ref: Tauzeehul Masail A.Sistani Pg.262,Masala No.1722...Minhaajus Saliheen Pg.397,Masala No.1222.
if any person gives khums each year but not on a fixed date & also not as much as is due on him. Now we heard from a moulana that if anyone never give khums in his life then he has to make a list of all over things that he has , whether used or unused & after that he will have to give khums on the present cost of all those things. Is it true? if yes then how isit possible to count all the used /unused things because nowadays a family person have a lots of things that are used /unused. please tell me a simple & easy way.
Country
Karachi - Pakistan
Answer
ji haan, is ki maujooda qimat ka khums daina zaroori hai. REF: www.sistani.org, khums, Q 45.
agar kisi ko yaqeen ho ke us par khums wajib tha lekin shak ho ke us ne khums ada kar diya hai ya nahi, to zaroori hai ke khums ki adaigi karay. REF: mujtahid se poochay gae sawalat, hisa 1, ques no. 87.
aur agar yeh maloom na ho ke us ne saal ke dauraan walay munafay se cheezain khareedi hain aur ussi saal me unhain istimaal bhi kardiya hai ya nahi, to ehtiyat-e-wajib ki bina par zaroori hai ke hakim-e-shara ya un ke wakeel se ehtimaali nisbat par mufahamat kar lay. REF: A.Sistani, Tauzeeh ul masail, masla no: 1767.
lehaza agar aap kay liyay hisab-o-kitab karna mushkil ho raha ho to is ka aasaan hal yeh hai ke apnay mujtahid ya sher (city) mein maujood unkay wakeel se raabta kar ke is masla ko hal kijiyay.
1) Agar Mujh par Pehlay ka khum wajib hai laikin main ab wo khum dainay k qabil nahin hoon to iss soorat main kia main apni marzi say aur baghair wakil ki ijazat k installment main khums ada kar sakta hoon.
2) Agar main nay kisi ko gift diya hai to uss par bhi khums wajib ho ga. Yeh Gift main nay apni haisiat say barh kar diya hai.
Country
Karachi - Pakistan
Answer
wakeel ki ijazat kay bagair is tarhan karna jaiz nahi hai. aur us tuhfay (gift) par bhi khums ho ga jo aap ki haisiyat se ziyada hai. REF: A.Sistani, tauzeeh-ul-masail, masla no. 1761 & Mujtahid say poochay gae sawalat, question no. 99.
I got Prize of Rs. 15000 from prize Bond. Khums is due or not for me on the prize.
Khums for this year is not due because i have already paid khums for this year.
Question is that
"Is khums due from prize of Prize Bond which I got? Thanks
Country
Rawalpindi - Pakistan
Answer
Is par khums nahi hay laikin aap ko inaami raqam ka nisf(Half) hissa kisi momin deendaar faqeer ko dena wajib hoga.Ref:S-39
WILL U INFORM ME ABOUT THE PROBLEMS OF KHUMS IN BUISENESS.I HAVE AN ONLINE ACCOUNT IN STOCK EXCHANGE.MY INVESTMENT IS ONE HUNDRED THOUSAND.HAVE I PAY KHUMS OR ANY CHARGES ON PROFIT AND KHUMS ON MY INVESTMENT.PLZ INFORM ME IMMIDIATELY.
Country
KARACHI - PAKISTAN
Answer
Jab Insaan Tijarat,Sanaat Hirfat ya dosray Kaam Kaaj say Rupea kamaey aur wo kamai khud uskay aur uskay Ahl-o-Ayaal kay Saal bhar kay Akhrajaat say ziada ho to zaroori hay kay zaid kamai ka khums yani panchwaan Hissa Mujtahid-e-Alam ya uskay wakeel ko day.Jo sarmaya karobar main istemaal kiya gaya hay agar us par pehlay say khums nikala ja chuka hay to us par koi khums nahi hay,warna us par khums nikalna hoga.Ref: Tauzeehul Masail A.Sistani Pg.262,Masala No.1722...Minhaajus Saliheen Pg.397,Masala No.1222.
salam o alaikum, mai matric kar ke job par laga ,us ke bad mai ne har month 100Rs khums kei niyat se us mai nikalta thaa,
us waqt maire pass koi extra amount nahi thi jo alag se rakhi hon laikn ab kuch saving hui hai to ab mai kis tara khums nikalo
or kia jo mai phelay kar raha tha woh tariqa sahi tha yah nahi. or us doran meri kooi ro zimadari hai to mujhe batye.
plz is ka jawab jaldi dijye allah hafiz
Country
karachi - pakistan
Answer
Jab Insaan kisi Kaam Dhanday say Paisa Kamaey Agar wo Kamai Khud Us kay aur Us kay Aih o Ayaal kay Saal bhar kay Akhrajaat say Ziada ho to Zaroori hay kay ZAID kamai ka Khums yani Panchwaan Hissa Mujtahid ya us kay Wakeel ko daey,Lihaza jo pehlay aap har maheenay bawajood bachat na honay kay Rs.100 diya kartay thay wo khums nahi kehlaey ga. Ref:Tauzeehul Masail(A.Sistani)Pg.262 Masala No.1722.
maray dada nay aik makan apnay naam say kharida aur us ka khums nahi diya. wo makan hum ko rehnay kay liye dey diya(tofay kay tor pay) magar meri dadi kay naam hay. kia is makan may namaz parhna sahi hay? agar sahi nahi to hum kahan namaz parhain? meri mammi kahan namaz parhain?
Country
karachi - Pakistan
Answer
Jis marhoom nay zakat aur is jaisay dosray maali wajibaat (masalan khums) ada na kiye hoon,uski jaaidad main koi aisa tasarruf karna jo wajibaat ki adaigee main maanai na ho masalan us kay ghar main namaz parhna wurasaa ki ijazat say jaiz hay.Ref:Tauzeehul Masail Pg.145,Masala No.863...Agar koi shakhs kisi shia isna asheri musalmaan ko koi aisi cheez batoor atiya day jis ka khums na diya gaya ho to us kay khums ki adaigee ki zimmedari atiya denay walay par hay aur jis shakhs ko atiya diya gaya ho us kay zimme kuch nahi hay.Ref:Tauzeehul Masail Pg.No.263,Masala No.1733.
asalumalykum
my question is abt KHUMS.do the khums implement on pocketmoney.i am a student of age 17 i have some pocket money FROM ABT 02 YEARS and i never paid the KHUMS.
SEND ME THE ANSWER IN DETAIL.
WASALLAM
BAQAR.
Country
karachi - pakistan
Answer
Salam un Aliakum
You have to pay the khums on your "Pocket Money" on your khums date.
Refrence: Tauzeeh ul Masail A.Sistani Prob No 1762
I am a serving person and get salary on monthly basis. I hardly manage the monthly expenditure with that salary for whole month.
The due date for KHUMS is 3rd Ramzan. The salary which I got this month will be consumed only in current month. If I pay KHUMS from this salary then I cannot manage the expenditure for remaining month.
So the question is that, IS the KHUMS is due for me or not?
Thanks
Country
Peshawar - Pakistan
Answer
Salam un alaikum,
Khums is due on you on 3rd Ramzan.
Ref: Istiftaat Aqai Sistani.
For the probelem of monthly expenditure, contact Maulana Ali Raza Mehdavi at Quran-o-Itrat Academy.