Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+


Question & Answers << Go Back

Topic: Cancer k liay wazifa (3 Questions)


Showing 0- 3 questions from 3 questions on this page.

Answers found for searched words
Id:
47139
Mujtahid:
Bemari Date:

Question: Aslam-o-Alikum Sir 46 year ka ho mujhy doctor ny paat ky cancer ki taklif batai han main plz koi rohani Ilaj batay aur koi wazifa bhi...main ap ka sukar guzar hao ga....sukraia.

Answer: 1)Surah e ibraheem ki ayat ( wa masaloo kalimatin . . . . . . minqararin) parh kar 5 bar nade ali parhain aur mareez per phoonk dein inshallaha chand din me faida ho ga. 2) Is marz k lie surah e inaaam bhi mufeed he. (Ref : Kitab Payam e Shifa pg # 201)(khuda aap ki taufeeqaat me izafa karay)

Print

Id:
95095
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2019-04-01

Question: A.A pirods k Doran sex krny sy miry Bahi ko infection ho gia ha is ka plz koi hall bata di wo infection cencer bn gia ha. Jaldi

Answer: is maamlay mai doctor sai bhi rujoo karein.
Hazrat Imam jaffer Sadiq a.s. ka irshad hai k Jo shaks “ لا حول ولا قوۃ الا باللہ العلی العظیم ” parhay to khuda is sai 70 qism ki beemarian door kar deta hai. (Ref : Kitab payam e shifa pg # 210)
Sorah e yaseen ki ayat#58 ko 319 mertaba tilawat karain, insha Allah bemaar ki shifa hasil hogi.(Ref: Naeemul amaal, Mafhoom e pg#313)
[Updated on 01-Apr-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id:
95096
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2019-04-01

Question: A.A lrki ko dorany pirods sex kiya his sy jigar ke garmi ho gai or wo cencer bn gia plz is ka koi ilaaj bata di .... Cencer akhri stage pr ha operate b krwiya ilaaj b but thek nahi ho raha

Answer: Surah e ibraheem ki ayat ( wa masaloo kalimatin . . . . . . minqararin) parh kar 5 bar nade ali parhain aur mareez per phoonk dein inshallaha chand din me faida ho ga. 2) Is marz k lie surah e inaaam bhi mufeed he. (Ref : Kitab Payam e Shifa pg # 201)
[Updated on 01-Apr-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print