Please click the button for Quran o Itrat Academy Whatsapp Channel.
Whatsapp Channel
Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+


Question & Answers << Go Back

Topic: Dushman ki halakat k liay wazifa (9 Questions)


Showing 0- 9 questions from 9 questions on this page.

Answers found for searched words
Id:
94281
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2019-03-05

Question: Dushman ko kaise maare

Answer: Dushman par halak karne k liay joshn e sagheeer ki talwat karain. (Ref: Kulliyaat e joshan e sagheer, page#190).
[Updated on 05-Mar-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
102476
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2023-09-03

Question: Assalam walikum. Meri shadi ko 1 mahine se jyada time ho gaya he. Pehli raat ko ham ne sab dua or namaz sab padha tha. Par meri biwi se hambistari nai hui. Ham bohot time se bohot baar kosis kar chuke he. Par peri biwi se nai ho raha. Vo karna to chahti he par jab kareeb aate he to usse kuch ho jaata he. Or usse nai pata chal raha k usse kya hota he. Jab bhi hambistari karna chahe he usse yahi hota he. Vo iss cheez se bohot pareshan he. Usse karna hota he par nai hota he. Vo bolti he usko kuch hota he. Vo bohot pareshan he iss se. Roti bhi he iss cheez ko le kar. Or usse koi dard k liye nai par usse kuch ajeeb sa mahsus hota he jo usse nai karne de raha. Ham dono iss cheez se bohot pareshaan he. Aapse guzarish he hamari madad kariye.

Answer: Ayatullah kashmiri k mutabiq 7 rooz tak sorah e alam nashrah ko aik baar subah or aik baar sham main tilawat kar liya jaey tu huzn o gham zaael hojatey hain.(Ref: Donya o akhirat ki 100 preshaniyo ka hal).
Jo shaks sorah e dahar(sorah #76) ki baqaidgi se tilawat kare ga os ka zareef nafs qawi ho jaey ga.(Ref: Dunya o aakhirat ki 100 pareshaniyo ka hal,pg#9).
[Updated on 04-Sep-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id:
102543
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2023-08-30

Question: Assalam o Alaikum!! Mein 29 years ki hun, mera rishta nhi Ho pa raha, jo bhi rishta aya hai wo jawab he nhi detay, Mein bht sakht peryshan hoon, hala k 5 Waqt ki namaz pabandi sy perhti Aur Allah ki tasbeeh her Waqt meri zuban per rehti hai, kuch samjh nehi a rahi k kya masla hai, meri choti Behan ki mujh sy pehly shadi hui hai 5 saal Ho gye hn us k gher bhi olaad nehi hai.Ager ap kuch bta sakty hn ye kya masla hai tou please help ker dein Hmari ta k sari rakawatein door Ho jaein hmari

Answer: 1-Rasool(saww) nay famaya: Ay Ali a.s surae yaseen ki tilawat kia kro,is mai 10 brkatain hain(in mai sy aik ye hai k)gair shadi shuda,shadi shuda hojaega.(Ref:book dunya-o-akhirat ki 100 pareshanio ka hal pg#18) Misbaah kafhami main hay k agar kisi lerki k liay kaheen se rishta nah aa raha ho tu sorah Taha ki ayat #131-132 ko kaghaz per likh ker bataur e taweez lerki k bazo per bandh dain .. insah Allah in ayaat k tofail oski jald shadi hogi. (Ref: Naeemul abraar, pg#328-330).
2- (1)-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuq’nee”یا رزاق ارزقنی.(Ref: naaemul aamaal,pg#315). (2)-Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ).
Aulaad ka Wazifa :
1)Sheikh bihae farmatay hein k mandarjah zail nuskhah main ne 900 aurtoon k liay tajweez kia or sab ki sab sahib e aulaad hogaen or wo ye nuskha ye hay : Surah e ra’ead, surah# 13, ayat # 31 ko khool ker likhay. وَلَوْ أَنَّ قُرْآنًا سُيِّرَتْ بِهِ الْجِبَالُ أَوْ قُطِّعَتْ بِهِ الْأَرْضُ أَوْ كُلِّمَ بِهِ الْمَوْتَىٰ بَل لِّلَّهِ الْأَمْرُ جَمِيعًا أَفَلَمْ يَيْأَسِ الَّذِينَ آمَنُوا أَن لَّوْ يَشَاءُ اللَّهُ لَهَدَى النَّاسَ جَمِيعًا وَلَا يَزَالُ الَّذِينَ كَفَرُوا تُصِيبُهُم بِمَا صَنَعُوا قَارِعَةٌ أَوْ تَحُلُّ قَرِيبًا مِّن دَارِهِمْ حَتَّىٰ يَأْتِيَ وَعْدُ اللَّهِ إِنَّ اللَّهَ لَا يُخْلِفُ الْمِيعَادَ
Is ayat ko maqta yani torh torh ker likain maslan(و ل و ا ن ق ر آ ن) phir is ko lifafay main band ker k aurat apnay pehlo k sath bandh lay , insha allah jald sahib e aulad ho jaey gi. (Ref : Dunya o akhirat ki 100 preshaniyo ka hal, pg#94).
2) ya hamila honay k lie rehaan k 7 pattoo (leaves) par surah mominoon surah # 23 ki ayat # 14 ko likhain aur aik aik kar k 7 martaba kha lain is terha 7 din karain inshallah hamal qaim ho ga. (Ref : Aasar e Ahlbait a.s. pg # 188).
[Updated on 31-Aug-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
103286
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-01-24

Question: Salam Me pakistan se bahrain ai hn job k liye yahan jo mera sponsor h ab wo mery pichy hath dho kr par gaya h us me har jaga mjhy badnam kr diya h yahan tk k mery ghr walon ko bht baten ki ghtaya mery bary me me yahan se job change krny ka sochti hn to dhamkiyan deta h k me barbad kr dn ga ye wo mery samny acha bnta h or mery pith picjy bht ghtya harkaten kr raha h meri jan k pichy par gaya h mjhy koi wazifa bataen jis ko parh kar is ka dil naram ho meri jan chor dy or me yahan se apni job change kr sakun me bht pareshan rehti hn din raat plzz kch bataen

Answer: Dushman par halak karne k liay joshn e sagheeer ki talwat karain. (Ref: Kulliyaat e joshan e sagheer, page#190).
[Updated on 24-Jan-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
103316
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Abul Qasim e Khoie Date: 2020-01-24

Question: Assalam o walekum. Mera dukan me ek staff kaam karta haik aur usko sab bhekhata hai k mere pass kaam karo mai itna dunga aur v bhaut tarah se bhekhata hai usko to uske leye kya kare

Answer: Dushman par ghalba pane k liay 141 martaba parhein (wallaaho gaalibun alaa amrih) (Surah e yusuf, ayat#21).(Ref:naeem ul aamaal page no 312).
[Updated on 24-Jan-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
103317
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ruhollah Khomeini Date: 2020-01-24

Question: Assalam o walekum bhai. Mera dukan me ek staff hai usko sab bagal wale log bhakhate hai k mere dukan me kaam karo aur v bhaut sara baat ulta shida baat bol kar bharkata hai plz uske leye kya kare

Answer: Dushman par ghalba pane k liay 141 martaba parhein (wallaaho gaalibun alaa amrih) (Surah e yusuf, ayat#21).(Ref:naeem ul aamaal page no 312).
[Updated on 24-Jan-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
103465
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-01-30

Question: assalamo alaikum jnab mera yeh sawal he k mane kssi ko appna raaz bta diya ha jiss se muje iss se khatra mahsoos hota ma yeh chahta hn k woh us shaks and jin ko iss ne bta ha bool jain koi amal bta

Answer: Dua e joshan e sagheer pahi jaey.(Ref: http://urdu.duas.org/otherduas/dua-e-joshans.htm).
[Updated on 31-Jan-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
109501
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-08-03

Question: mjhy dushman ki trf sy izzat ki blackmailing ki dhamkyan milti m na ksi ko bta skti lkn toba kr li Allah sy dua krti hn un dushmanu sy peecha chot jy ..kya meri toba qabool o jy ge?? mjhy koi wazifa btain jis sy dushmn mera name tk bhol jyn

Answer: Dushman kkko halak karne k liay joshn e sagheeer ki talwat karain. (Ref: Kulliyaat e joshan e sagheer, page#190).
[Updated on 03-Aug-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
113998
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2021-04-07

Question: dushman ko hallak kar na ka laye josh sagheer ki kitni martaba talawat aik din me karne hai or kis waqt

Answer: (Note: Aik martaba parhi jaye to kafi hai). Dushman par halak karne k liay joshn e sagheeer ki talwat karain. (Ref: Kulliyaat e joshan e sagheer, page#190).
[Updated on 07-Apr-2021 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print