Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions:


Question & Answers << Go Back

Topic: Quran (452 Questions)


Showing 450- 452 questions from 452 questions on this page.

Answers found for searched words
Id:
126427
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2024-05-06

Question: Quran ki Ayat aur sifhat ko jalana

Answer: Hargiz jaiz nahin hai.
(Ref: Tauzeeh ul masail jaame, Ayatullah Sistani(d.b), part #1, maslah #428).
[Updated on 07-May-2024:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
126429
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2024-05-06

Question: Kia zina ya sirf hambistri Ka Sochna bhi gunah hai? Mai hambistri Ka Sochta hoon sirf soonay se pehley magr Mani Kabhi Nahi Nikalata

Answer: 1: Agar zehen men bure khayalat aayen to is se koi gunah nahin hota. Yeh shaitaani waswase hain aur in ko dafa o door karne liye Hazrat imam Ali Riza(a.s) se marvi riwayat ke mutabiq zawaal e aaftab ke waqt 150 baar yaa quddoos ka wird karne se dil ko noorani ho jata hay or is wird ki wajah se shaitaani waswason se aman mil jaati hay.
2: Waswaas se bachne ke liye (Laa haula walaa qoowata illaa billaah) parhain.

(Ref: Minhaj us Saleheen, Ayatullah Sistani(d.b), part #1, maslah #30. + Dunya or akhirat ki 100 pareshaniyon ka hal, pg #20. + Mafati jinah pg #208).
[Updated on 07-May-2024:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi