Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions:


Question & Answers << Go Back

Topic: Tareekh Islam / Islamic History (104 Questions)


Showing 100- 104 questions from 104 questions on this page.

Answers found for searched words
Id:
110851
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2022-03-12

Question: Hazrat Muhammad (SAW) Nabbuwat milney ky bad kitney Arsay Madina Me Rahay..?

Answer: Hazrat Muhammad (s.a.w.w) ne madina men 10 sal zingi guzari aur us ke bad Hazrat Muhammad (s.a.w.w) wafat paa gaye.(Ref: Chauda (14) Sitaray, Allama Sayyid Najma ul Hassan Kararvi, Page #62,87)
[Updated on 12-Mar-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
111029
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-10-15

Question: Bibi fiza Kahan ki thi

Answer: Janab fizza nobiya sheher ki rehne wali theen.(Ref: https://ur.wikishia.net/view/%D9%81%D8%B6%DB%81_%D9%86%D9%88%D8%A8%DB%8C%DB%81)
[Updated on 15-Oct-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id:
111112
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2022-02-02

Question: What is islamic date of Hijrat e Madina

Answer: hijrat madina ,peghambar islam hazrat muhammad (s.w.a) or in ke ashaab ki taraf se makka mukarrama se yasrab (jise is hijrat ke baad madina tunnabi (s.w.a) ka naam dia gaya) muntaqil hojaane ke amal ko kehete hay jo 12 rabiulawwal ,13 nabawi ( jo baad me phela hijre ka saal kelaaya) bamutabiq 24 sebtamber622.eeeswi barooz juma ko hoe ,baad me ise din ki nisbat se hijre taqweem (celander ) ka aaghaaz hoa musalmaano ne qamari (chaad ke ahtebaar se) hijre taqweem (celander ) or shamsi hijre taqweem (celander ) dono ka aaghaaz ise waqea ki buniyaad per kia . (ref:ur.m.wikipedia.org)
[Updated on 03-Feb-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
111256
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ruhollah Khomeini Date: 2020-10-28

Question: Hazrat rasule khuda ka bibi khatija ka nikah kab hua tah

Answer: Rasool e khuda or bibi khadija ka nikah 595 a.d mai hoa, rasool e khuda k ailaan e risaalat sai 15 saal pehle us waqt janab e khadija ki umre Mubarak 28 years ya 40 years thi or rasool e khuda ki umre Mubarak 25 years thi. (Ref: http://www.questionsonislam.com/article/prophet%E2%80%99s-pbuh-marriage-hazrat-khadija) .
[Updated on 28-Oct-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print