Quran-o-Itrat Academy Question Answer
Aqaid


Question ans Answer

Books

Ladies Sunday Madrsa

Online Hawza Papers

Admission Open


           Ayat Of The Day <% RANDOMIZE Response.Write("Ayat of the day") %>

          Hadees Of The Day <% RANDOMIZE Response.Write("Hadees of the day") %>

ibadat

amr bil maroof wa nahi an al-munkar
amr bil maroof wa nahi an al-munkar
amr bil maroof wa nahi an al-munkar mai shart taseer sai murad
Amar bil maroof aur nahi anil munkar ka wojoob mukallaf(yani Baligh merd or aurat) per apnay ghar walooo aur rishtay daroon  ki nisbat shaded tar he. Is buniyaad per agar koe apnay ghar waloon , rishtay daroon aur deeni ehbaab se namaz aur roza aur khums  k silsilay me be’tawajahi daikhay aur wo muharamaat k murtakib hotay hoon maslan gheebat aur jhoot wagirah. Be’ehtiyaati aur be’ baaqi ko daikhay to amar bil maroof aur nahi anil munkar k tinoo darjoo ki ria’yat kartay huay agay barhay aur in ko bura’i se rokay aur inko achay kamoo ki daa’wat de. Lakin baap aur maa ki nisbat  ehtiyaat e wajib he k narmi se un ki rahnuma’e karay aur kisi bhi waqt un k saamnay sakhti se pesh nah aay. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2011)
Dosray afraad k liay os shaks ko jo shadi nah ker raha ho amar bil maroof or nahi anil munkar kerna mustahab hay.Q keh amar bil maroof kerna mustahab hay is osrat main jab keh maroof ki anjaamdahi mustahab ho.(Ref:Ayatullah Sistani(d.b), Tauzihul masayl, Maslah# 2008)
amr bil maroof wa nahi an al-munkar ka karna jab shadeed haraj ka bais ho
aisay dost k ghar jana jaha music bajta ho
aisay dost k ghar jana jaha music bajta ho

Copyrights © 2012-2013 reserved for Qoitrat.org.
Email: info@qoitrat.org